Mobile pe blogging karna bahut asan bat hai. Mobile pe blagging karane ke liye niche diye steps apply kare :-
(1) play store open kare
(2) blogger nam Kate app download kare.
(3) ab is app se app mobile se bhi blagging kar sakate hai.
Hindi me sahi jankari
बुधवार, 14 सितंबर 2016
Mobile pe blogging kaise kare
रविवार, 14 अगस्त 2016
सोमवार, 25 जुलाई 2016
Definition of machine
Machine which receive energy in some available form and uses it to do some particular type of work.
Machine is anything which reduces human effort.
मंगलवार, 15 दिसंबर 2015
Chitika kya he
Bahut logoka sawal hota hai ki chitika kya hai . me apako batata ta hu ki chitika kya hai .
(1) chitika ek advertising Dene vala center hai .
(2) apako pata hai ki website par advertise dalane se aap paise kama sakate hai .
(3) chitika hame vo advertise provide karata hai.
(4) vo advertise log dekhate hai.
(5) advertising jab log dhekhate hai to chitika hame paise deta hai .
(6) chitika ka add lenese bahut fayade hai .
(7) AdSense ka add dalane ke liye website 6 mahine purani chahiye . lekin chitika ka add hum kabhibi dal sakate hai.
(8) chitika ke bahut se fayade hai.
गुरुवार, 10 दिसंबर 2015
Internet se paise kaise kamae
Internet se paise kamana sabako zut bat lagati hai . lekin yeh ek sachh or bilkul sachh bat hai . internet se paise kamane ke liye apake pass sirf ek website hona jaruri hai .
(1) pehele ap ek website bana lijiye website banana ekadum asan kam hai .
(2) blogeer par app free me website bana sakate hai.
(3) blogger par free me website Kaise banae vo mene apane websites me ek post me likha he.
(4) website banane ke bad chitika par account bana lijiye.
(5) chitika ek advertising center hai.
(6) chitika se add lekar apane website par dalani hai.
(7) usake apako paise milate hai.
(8) vo paise paypal par ate hai . or paypal kya hai mene apane website par likha hai.
(9) chitika kya hai meri website par padh sakate hai.
(10) mere website ka nam hai Hindi me sahib an kari.blogspot.com ap Google pe search Kate.
Paypal kya hai
Bahut logoka saval hota hai ki PayPal kya hai. Or bahut log puchate hai ki PayPal ka upayog kya hai. Me apako bataunga PayPal kya hai :
(1) paypal yeh ek online bank hai jisape ham apana online vyavahar kar sakate hai .
(2) paypal ham apana online payment le sakate hai.
(3) ham kisiko online paise de sakate hai.
(4) paypal par paise lene par ,paise bank me shift kar sakhate hai.
(5)paypal online payment lene ke liye puri dunia me use hota hai
(7) PayPal par khata kaise banae or paypal ka use kaise kare me apane agali post me likhunga.
सोमवार, 23 नवंबर 2015
Weight kam kaise kare
(1) roj cycling kare.
(2) har roj running kare.
(3) har roj subhah ghumane ko jae.
(4) roj pranayam kare.
(5) roj kasarat kare.
(6) har roj surya namaskar Kate.
(7) roj kapal bhati kare.
(8) roj poshak ahar (khana) khae.